As lyrics are the soul of music for the music lovers who listen to songs on the daily basis of their mood like happy, sad, lonely, exotic or romantic. No matter what the era is whether you are in the early ’90s or in the present one, you just want to listen to a melodious voice with pleasant wordings that give you peace in every type of mood and that magic is done by the lyrics writer.
So, here we are going to start a small parody of songs which mostly focused on the words, here we go…..
Every bold word is a common link between the songs which make a chain of old and new songs in a bunch.
1) Chada jo mujhpe suroor hai, Asar tera yeh zaroor hai, Teri nazr ka kasoor hai yeh, Dilber Dilber Dilber
Movie: Satyamev Jayte (2018)
2) Dilber mere kab tk muze, ayese hi tadpaaoge,
mai aag dil mein lgaa doonga wo, ke pal mein pighal jaaoge
Sochoge jab mere bare mai tanahaeeyon me
Gheer jaoge aur bhi meri parachhaeeyon mein
Dil Machal jaayegaa , pyaar ho jaayegaa
Movie: Satte pe Satta (1982)
3) Is pyaar se meri taraf na dekho, pyaar ho jaayegaa
Yeh pyaar ho gya tho teer dil ke paar ho jaayegaa
Do Char aise mulakate hongi , saare zamane mein baatein hongi
Movie: Chamatkar (1992)
4) Baatein yeh kabhi na tu bhulna koi tere khatir hai jee rha,
Jaye tu kahi to yeh sochna, koi tere khatir hai jee rha
Movie: Khamoshiyan (2015)
5) Aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir
Apne sare aarman, Kr du mai zaahir
Movie: Aap ki Khatir (2006)
6) Dil ke aarman aasuoon mein behe gaye,
hum wafa karke bhi tanha rehe gaye
Zindgi ek pyaas ban kar reh gayi, pyaar ke qisse adhoore rehe gaye
Movie: Nikaah (1982)
7) Bolo oo adhoore tum adhoore hum bin tumhare
Mutthiyon mein baadalon ko le ke who nicchod de
Who raat ki chuppi mein shor natkhat chhod de
Movie: Break Ke Baad (2010)
8) Natkhat Natkhat Jamuna ke tath par kuch toh churaye haye Maiyya
Dil Churaye, Neendh Churaye, Chain Churaye, Haye Maiyya
Kaise Main Jaaoun Ghar Apne Sab Laaj Sharam Main Chodhi Re
Kaise Kahun kis natkhat ne kiya maakhan Chori re
Movie:
9) Kiase Kahun Ishq mein tere kitna hun Betaab main
Aankho se aankhe mila ke chura lu tere khwaab mein
Mere Saaye Hain saath mein, Yaara jis jagah tum ho
Movie: Wajah Tum Ho (2016)
10) Tum ho paas mere saath mere ho tum yun
jitna mahsoos karoon tumko utna hi paa bhi loon
Tum ho mere liye Mere liye ho tum yun, Khud ko main haar gaya
Tum ko, Tumko mein jeeta hoon
Movie: Rockstar (2011)
It doesn’t matter what is the time of the song, what matters is the emotions and the way of delivering a bunch of words. If you sing them with the same feeling they all make a pleasant atmosphere which ultimately going to make you happy.
Dedicated to all music lovers…